Teenager जिसने Impossible World Record तोडा! | Best Motivational Story #motivationalstory

Teenager जिसने Impossible World Record तोडा! | Best Motivational Story #motivationalstory

Teenager जिसने Impossible World Record तोडा! | Best Motivational Story in Hindi | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

🙏 KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram - https://www.instagram.com/quotewale_bhaiya/
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
Motivational story, kirti and arya story, teenagers motivation, teenage motivational story, impossible kasie kare, how to do the impossible?

🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Kahaani Hai 2 Wave Surfers, Arya aur Kirti ki
jo samandar ko cheerte hue! Lehro par Raaj karte the!
Bachpan me he ek dusre ko promise kar diya tha,
ki ek din ham Samandar ki Sabse unchi lehar par jeet hasil karenge!
Teenagers hone ke bawjood bhi desh videsh ki aneek oche se uchi lehro ko wo jet chuke the
Sab kehte the “In logo ke pas kuch superpowers hai”
Aur duniya ki sabse uchi lehar ki talash mein ek din dono Nazare Portugal pochte hai.
Bacche samaj ke baki surfers unpe haste hai par fir unko lehro ko cheerta dekh sabke hosh ud jate hai!
Par achanak sare surfers samundar chod beach ki tarah bhagte hai
“Ruk jao, age maat jao!” dono ko awaz lagate hai
Ab tak ki sabse uchi lehar jo 80 feet ki thi unke samne wishal chattan jese badhti hai.
“Ye wave par sawar hona impossible hai, aj inki jaan chali jayegi!” log bolte hai.
Lekin Arya aur Kirti ki lehro se Deewangi bahut paki thi, apni technique aur balance se pure 35 second tak us lahar par surf karke world record tod dete hai!
Par shayad samandar ko apni har swikar nahi thi
aur achanak ek dusri aakalpaniya 90 feet ki aasman dekhti lehar un dono ke samne uthen lagi!
Isko dekh kar Kirti Daar ke piche hath jatii hai par Arya siddha maut ke muh me, apana wada pura karne lehar ke taraf badne lagta hai!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWCXHOzkTk3q9gBIyYDoQ8ir

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Teenager जिसने Impossible World Record तोडाBest Motivational Storymotivational story in hindi

Post a Comment

0 Comments